Monday, May 26, 2014

Nasha

Nasha hum karte hain ,
ilzaam sharaab ko diya jaata hai,
magar ilzaam sharaab ka nahi unka hai,
jinka chehraa hume har jaam mein nazar aata hai...


Meri Kabar Pe Mat Gulaab Leke Aana
Na Hi Haathon Mein Chiraag Leke Aana
Payasa Hu Main Barso Se Jaanam

Botal Sharab Ki Aur Ek Glass Leke Aana..


Meri Kabar Pe Mat Gulaab Leke Aana
Na Hi Haathon Mein Chiraag Leke Aana
Payasa Hu Main Barso Se Jaanam

Botal Sharab Ki Aur Ek Glass Leke Aana..


गुलाब ख़्वाब दवा ज़हर जाम क्या-क्या है
मैं आ गया हूँ बता इन्तज़ाम क्या-क्या है

burf ka ek shareef tukda
sharab mai kya gira, badnaam ho gaya
issay pahlay wo deta apni safai
wo khud sharaab ho gaya


No comments:

Post a Comment